Ilaj bazria nimak aur cheeni
Nimak or khand
Seandha nimak aak hisa , do dino ko bareek peas kar kapra chan kar rakhen , es mein se teen teen masha subah , dopehir or sham k waqt gram pani k sath khilayen . Maleria mosmi bokhar pseana a kar utar jata hai or phir nahein charhta . gram doodh k sath subah o sham teen ten masha khilayen . nazla o zokam ko aram a jata hai.
Khana khane se 10 mint bad taza pani k sath mosam grama mein or gram pani k sath teen ten masha mosam sarma mein kholna bad hazmi or bhook ki kami ko door krta hai .Aadh aadh pao gram pani mein teen ten masha mila kar din mein char bar char char ganta k bad pilana damba mein mofeed hai. Char char masha suba,h dopehr sham k waqt gram pani k sath kholna bao gola ko door krta hai. Gram doodh ya taza pani k sath subah sham teen teen masha khilane se paseana ka zyada aana door ho jata hai. Bakri k gram doodh k sath char char ghanta k bad din mein char char bar masha khilana ibtedai tapdiq mein mofeed hai.
Comments
Post a Comment