Bawaseer ka Ilaj Bazria Tarbooz

Bawaseer
Ye woh bemari hai jis k foladi panje mein 90% log phanse hoe hain . Es k liye zal main hum aak nehayat umda or bar ha ka tejarba shoda or azmoda nuskha pash krte hain jo k bikol aasan or sasta hone k bawajod be had moyasr or mofeed bhi hai. Aak bara saa umda or pukhta trboz le kar os k upar se aak tukra chaqu ya kard se kat len or os tarbooz main 10 tola mujeeth or 10 tola misri umda koza ki ya bekari misri le kr har do ko bareek kr k dakhil kr kren or upar wohi tokra band kr den. Jo pehle kat kr alag rakh chora tha .Ab os ko ehtiyat se kisi anaj waghera ki bori mein pandran din tak rakh choren 15 din k bad nikal kar tarboz mein se jo pani nikle os ko malmal k saf romal se nachor kar sheshi mein dal kr sanbhal rakhen.
Tarqeeb Istamal: Tamam Araq ko sat roz mein pila den. Marz bawaseer se chutkhara hasil hoga.Mger mreez ko gram cheezon se Khasosan,mirch,lehsan, gor , began, waghera se parhez karayen or ghaza mein mong ki dal,pahlka ,doodh, ghi waghera khane ko den.

Comments

Popular Posts